Offho jalta hai bujhta hai jalta hai O o kaise Offho mitata hai luttha hai mittha hai O o hum pe Phir bhi mushqil mushqil yeh dil paana sun le Hey seharaaon se bhi guzaroo Dariyaaon se bhi ubhroo Hey seharaaon se bhi guzaroo Dariyaaon se bhi ubhroo Tere liye main gehri waadi bhi choom loo Sehara mein gul mein khilega Dariya mein diya na jalega Deewaane waadiyon mein dil na milega Offho jal gaya Ek parchhaayi jaisi hoon main Sooraj dhalte hi chhup jaaoon tho andhera Chha jaayega aa aa aa Shola junoon ka aankhon mein Roshan dil raato mein Phir andhera bhi kya kar paayega Zid karna hai reet teri Naazuk preet meri Rok bhi le khud ko Jeene bhi de mujh ko Bas jaa meri saanson mein Jeele aa meri baahon mein Haay jal gaya jal gaya jal gaya jal gaya Offho jalta hai bujhta hai jalta hai o o kaise Offho jal gaya mit gaya lut gaya Offho tum pe Sehara mein gul mein khilega Dariya mein diya na jalega Deewaane waadiyon mein dil na milega Saanson se khushboo utane lagi Baahon mein jab tu sajane lagi To dekhe jahaan Phir zameen aasmaan kya Sharam se aankhen jhukne lagi Mujh se kuch yeh kehne lagi Ke yeh kya ho gaya Kaise badla iraada aa aa Aakhir dil majboor hua Mere ishq mein choor hua Mujh pe asar tha tera Tujh pe hai saaya ab mera Door agar main jaaoon to Phir ban jaaye tu sooraj woh Jo jalta hai bujhta hai jalta hai bujhta hai Offho Offho jalta hai Offho jal gaya Jal gaya Offho offho Offho jalta hai Offho jal gaya Mit gaya mita gaya mit gaya Offho jal gaya