Yeh taara woh taara har taara Yeh taara woh taara har taara Dekho jise bhi lage pyaara Yeh taara woh taara har taara Yeh sab saath mein jo hai raat mein To jagmagaye aasmaan saara Yeh sab saath mein jo hai raat mein To jagmagaye aasmaan saara Jagmag taare do taare Nau taare sau taare Jagmag thaare har taara hai sharaara Tumne dekhi hai dhanak to Bolo rang kitne hai Saat rang kehne ko Phir bhi sang kitne hai Samjho sabse pehle to Rang hote akele to Indradhanush banta hi nahi Ek na hum ho paaye to Anyay se ladne ko Hogi koi janta hi nahi Phir na kehna nirbal hai kyon haara Hoomm taara taara Yeh taara woh taara har taara Yeh taara woh taara har taara Yeh taara woh taara har taara Dekho jise bhi lage pyaara Yeh sab saath hai jo hai raat mein To jagmagaye aasmaan saara Jagmag taare do taare Nau taare sau taare Jagmag saare har taara hai sharaara Boond boond milne se Banta hai ek dariya hai Boond boond sagar hai Varna yeh saagar kya hai Samjho is paheli ko Boond hai akeli to Ek boond jaise kuch bhi nahi Hum auro ko chodo tho Mooh sabse hi mode tho Tanha rah na jaaye dekho hum kahi Kyo na bane milke hum dhaara Hoomm taara taara Yeh taara woh taara har taara Yeh taara woh taara har taara Dekho jise bhi lage pyaara Yeh taara woh taara har taara Yeh sab saath mein jo hai raat mein To jagmagaye aasmaan saara Jagmag taare do taare Nau taare sau taare Jagmag saare har taara hai sharaara Jo kisan hal sambhale Dharti sona hi ugaaye Jo gwala gaiyyan paale Doodh ki nadi bahaye Jo lauhar loha taale Har auzaar tal jaaye Mitti jo kumbhar utaale Mitti pyaala ban jaaye Sab yeh roop hai mehnath ke Kuch karne ki chaahat ke Kisika kisise koi bair nahi Sab ke ek hi sapne hai Socho to sab apne hai koi bhi kisise yaha gair nahi Seedhi baat hai samjho yaara Hoomm taara taara Yeh taara woh taara har taara Yeh taara woh taara har taara Dekho jise bhi lage pyaara Yeh taara woh taara har taara Yeh sab saath mein jo hai raat mein To jagmagaye aasmaan saara Jagmag taare do taare Nau taare sau taare Jagmag saare har taara hai sharaara Yeh taara woh taara har taara Yeh taara woh taara har taara Yeh taara woh taara har taara Dekho jise bhi lage pyaara