Yeh jo des hai tera Swades hai tera Tujhe hai pukara Yeh woh bandhan hai jo kabhi toot nahin sakta Yeh jo des hai tera Swades hai tera Tujhe hai pukara Yeh woh bandhan hai jo kabhi toot nahin sakta Mitti ki hai jo khushboo Tu kaise bhulayega Tu chahe kahin jaye Tu laut ke ayega Nayi nayi rahon mein Dabi dabi aahon mein Khoye khoye dil se tere Koi yeh kahega Yeh jo des hai tera Swades hai tera Tujhe hai pukara Yeh woh bandhan hai jo kabhi toot nahin sakta Tujhse zindagi, hai yeh keh rahi Sab to paaliya, ab hai kya kami Yun to saare sukh hai barse Par door tu hai apne ghar se Aa laut chal tu ab diwaane Jahaa koi to tujhe apna maane Aawaaz de tujhe bulaane Wohi des Yeh jo des hai tera Swades hai tera Tujhe hai pukara Yeh woh bandhan hai jo kabhi toot nahin sakta Yeh pal hai wohi, jismein hai chupi Poori ek sadi, saari zindagi Tu na pooch raaste main kaahe Aaye hai is tarah do raahein Tu hi to hai raah jo sujhaaye Tu hai to hai ab yeh bataye Jaaye to kis disha mein jaaye Wohi des Yeh jo des hai tera Swades hai tera Tujhe hai pukara Yeh woh bandhan hai jo kabhi toot nahin sakta