Saanwariya saanwariya Mein to huyi baawariya Tune man moh liya Saanwariya hoo Saanwariya saanwariya Mein to huyi baawariya Tune man moh liya Saanwariya hoo Uljha sa yeh man hai Sulga sa ye tan hai Sapno ka saawan hai Naino ka aangan hai Jhalke man gagariya Saanwariya hoo Saanwariya hoo Saanwariya saanwariya Mein to huyi baawariya Tune man moh liya Saanwariya hoo Jo tu yun paas aaya hai Jo tu yun dil pe jhaaya hai To maine kya paaya hai Kaise kahoo .. haa ... Kahi dhadkan ki kaliyaa hai Kahi sapno ki galiyaa hai Jo man mein rang raliya hai Kaise kahoo Tu jo mujhe aise behakaaye Kabhi kabhi mujhe to badi laaj si aaye Bhooli main jaise apni dagariya Jab se hai dekhi mein prem nagariya Prem nagariya Saanwariya saanwariya Mein to huyi baawariya Tune man moh liya Saanwariya hoo Tu jo mila mujhe to Yeh saara sama badal gaya Khilne lage phool se mere raah mein Phir yun laga mujhe ke yeh dharti nayi huyi Naya ambar hua meri aur meri chaah mein Chanchal hawaa tharana koi gaaye Nadiya bhi koi kahaani kehti jaye Jabse mili sajna tujhse nazariya Kho gayi hai sudh-budh ki mujhse gadariya Saanwariya saanwariya Saanwariya saanwariya Mein to huyi baawariya Tune man moh liya Saanwariya hoo