Nindiya tu aa Aahista aahista Aahista aahista Nindiya tu aa In do naino mein Halke se hole se Kuch sapne bhole se Nindiya tu laa In do naino mein hoo Bahe soyi soyi jaise saari hawaayein Samaa bhi hai soya soya sa Nindiya re nindiya re Tu mere angna re Aa jaa re In jhukti palko mein jhaa jaare Aahista aahista Aahista aahista Nindiya tu aa Mulayam mulayam si Neeli neeli raat hai Dhapakthi hai is dil ko yaad kayi Yaadon ke paalne mein koi khoyi khoyi baat hai Oh nindiya ab aake tu Meri beeti lori gaake Mere khoye sapne dikhla de hay Yaado ki palna jhula de Aahista aahista Aahista aahista Nindiya tu aa In do naino mein Aahista aahista Aahista aahista Nindiya tu aa Mehki hawaa ki reshmi chaadar Kaho to bijha doo Neel gagan se chaand ko leke Thakiya bana doo Chaadni laake tumko odake Main gungunaoo geet koi Us pal hi chupke se Phir nindiya aa jaaye Palko pe jaise tehar jaaye Meeti meeti nindiya aaye Aahista aahista Aahista aahista Nindiya tu aa In do naino mein Halke se hole se Kuch sapne bhole se Nindiya tu laa In do naino mein Bahe soyi soyi jaise saari hawaayein Samaa bhi hai soya soya sa Nindiya re nindiya re Tu mere angna re Aa jaa re Aa jaa re In jhukti palko mein jhaa jaare Aahista aahista Aahista aahista