Koi sachche khwaab dikha kar Aankhon mein samaa jaataa hai Yeh rishta Yeh rishta kya kehlaataa hai Yeh rishta kya kehlaataa hai Yeh rishta kya kehlaataa hai Yeh rishta kya kehlaataa hai Jab sooraj thakne lagta hai Aur dhoop simat ne lagti hai Koi anjaanii see cheez meri Saanso se lipat ne lagati hai Koi anjaanii see cheez meri Saanso se lipat ne lagati hai Main dil ke kareeb aa jaati hoo Dil mere kareeb aa jaataa hai Yeh rishta kya kehlaataa hai Yeh rishta kya kehlaataa hai Is gumsum jheel ke paani mein Koi moti aa kar girta hai Ik daayraa banane lagta hai Aur bad ke bhanwar ban jaataa hai Yeh rishta kya kehlaataa hai Yeh rishta kya kehlaataa hai Yeh rishta kya kehlaataa hai Yeh rishta kya kehlaataa hai Tasveer bana ke rahti hoo Main tooti hui aawaazo par Ik chehraa dhoondthi rahti hoo Deewaaro kabhi darwaazo par Ik chehraa dhoondthi rahti hoo Deewaaro kabhi darwaazo par Main apne paas nahi rahti Aur door se koi bulaata hai Yeh rishta kya kehlaataa hai Yeh rishta kya kehlaataa hai Yeh rishta kya kehlaataa hai Yeh rishta kya kehlaataa hai