Zindagi haath mila Saath chal saath mein aa Umr bhar saath rahiye Do kadam aur sahi Do kadam aur sahi Do kadam aur sahi Do kadam aur sahi Koi sooraj ki dagar Koi sone ka nagar Chaand ke raat pe chale Jahaa Tehare ye nazar Dhoop dariyaaon mein hai Phir safar paavon mein hai Dil kaa aawaaraa diyaa Doosare gaavon mein hai Aao chale hum wahi Do kadam aur sahi Do kadam aur sahi Do kadam aur sahi Do kadam aur sahi Khwaab dhalate hai jahaa Dil pighalte hai jahaa Aavo chalte hai wahi Woh zameen door nahi Dosti hogi waha Roshni hogi waha Us ujaale ke liye Jal chuke laakho diye Ek hum aur sahi Do kadam aur sahi Do kadam aur sahi Do kadam aur sahi Do kadam aur sahi Kis ki aawaaz hai sun Yeh naya saaz hai sun Kaun detaa hai sadaa Chal ke dekhe to zara Raah veeraan sahi Raat sunsaan sahi Har ghadi saath rahe Kitne gam saath sahe Thode gam aur sahi Do kadam aur sahi Do kadam aur sahi Do kadam aur sahi Do kadam aur sahi